Professional youtube channel kaise banaye 2022 in 2 मिनट Aaj mein batane ja raha hun ki professional youtube channel kaise banate hai puri jankari
Youtube make money |
professional youtube channel kaise banate hai puri jankari
Sabse pahle ek youtube channel banane ke liye aap ke pass ek gamil account hona chahiye
Agar aap ke pass nahi hai aur aap nahi jante ki gamil account kaise banate hai to aap ye post par dekh lijiye
Gamil account kaise banate hai in hindi
Agar aap ke pass hai to aap stap by stap jaise mein bata raha hun vaise kijiye
Step No 1
Youtube open kijiye
Step No 2
Right corner jo rad colour ka gola banaya hai waha par click lijiye
Stap No 3
Click karne ke baad SIGN IN par click lijiye
Stap No 4
Click karne ke baad
Aap apana gamil account add kar ke next par click kare fir password ko bhi dal kar next kar click kare
Stap No 5
Gamil account SIGN IN karne baad youtube me aapne account section par click karen
Yaha par click karne ke baad kuch istarhe ka interface show hoga
Step No 6
Your channel par click karne ke baad
Step No 7
Create channel par click kijiye
Click karne ke baad aapka channel ban jata hai jo ki abhi normal channel hai
Professional youtube channel kaise kare
Hum issi channel ko Customize karte hai jo humne abhi normal channel banaya hai
Customize karne ke liye aap pahle aapne channel ka logo banner bana ke upload kar dijiye yaha se
Step No 7 me EDIT CHANNEL ka option hai waha par click kijiye naya page open hoga.
Istarhe se aap aapne channel ka loko aur banner ko laga sakte hai baad me aap aapne channel ke bare me ki kis category ka channel hai aur kis tarhe ki videos dekhne ko melegi is channel par description me aap bata sakte hai.
Professional channel ke videos par thumbnail laga hota hai
Youtube channel ke videos par thumbnail kaise add kare
Thumbnail lagne ke liye aapko apana channel ko youtube se verify karne padta hai
Verify karne ke liye aapko aapne browser me youtube studio search karna hai
First page jo show ho raha hai studio.youtube.com
Par click karke open kijiye
Continuoue to studio par hi click kare
Isake baad aap ka youtube channel destop version me open hoga
Isake baad aap setting par click kare
Setting>channel>feature eligibility ke aap features and that require phone verification ka enable kare isake baad
VERIFY PHONE NUMBER ka option show hoga click kare aur phone number add kare.
Add karne ke baad aapke phone no par OTP code jayega usse code ka aapko dalna hoga isse aap ka phone no VERIFY ho jayega
Aage se jab bhi aap video upload karenge to aap youtube studio aap se costum thumbnail laga sakte hai .
0 टिप्पणियाँ